Hindi Dard Shayari Hindi Shayari Love Images Wallpapers Photos Images Of Hindi Shayari

Hindi Dard Shayari Biography

Source(google.com.pk)

Aaj kay daur mein bharat, pakistan, bangladesh aur kai aise desh hai jo dusre desh ke mukable bahut garib hai. Aur yahan ke 70 aabadi garib hai aur use din mein do waqt ki roti bhi badi mushkil se milti hai. Aur in sabi deshon ki aabadi bhi itni jyada hai ki unki sarkar unke liye jyada sevaye bhi nahi de paty kyon ki woh sabhi desh jyada garib hai. Aur jo seva sarkar deti hai use ghuskhor milke aapas mein baant lete hai aur janta ke hath kuch bhi nahi aata. Aisi halat mein ek aam aadmi kare toh kya kare aur jaye to kaha jaye. Aur upar se in sabhi desho me ghus, lalach aur ghotale bhi jyada hoti hai inke karan garib aur bhi garib hota jata hai, aur dhanwan aur dhanik ban jata. In deshon mein kai sare chote chote gaon hai jaha pani, bijli aur raste jesi koi suvidha kabhi mili hi nahi. Aisi halat mein ek aam aadmi kya kya sakta hai. Aur in sabhi samasya ke chalte un desho ka vikas ruk jata hai aur desh jyada se jyada garib banta hi jata hai.Aaj hum in sab baaton ko ek shayari ke roop me yaha rakhi hai. Aur is shayari mein sabhi dard ko jod kar banaya hai. Aur jise apne desh ki halat ke bare mein pata na ho woh bhi inhe padh ke jaan sake aur pata chale ki aakhir kar hamare desh mein kya aaj kal kya chal raha hai.

Garib Aur Amir log

To lijiye pesh hai aap ki khidmat mein ek dard bhari hindi mein shayari.

Ye to socho saval kaisa hai
Desh ke aaj haal kaise hai.

Jesse mazhab nikal nahi pate
Sajiso ka vo jal kaisa hai.

Aaye din hadse hote hai
Sochta yeh saal kaisa hai.
Aap ne aag ko hawa di thiJaan leta hai begunaaho ki
Aapka yeh kamal kaisa hai.

Jal gaye to malam kaisa hai.

Dushmani se kya hasil hoga,
dosti ke khayal kaise hai.

Yeh ek aam aadmi ka jeevan katha hai. Aaj ke zamane mein agar yuva pidhi jagi nahi toh dekhna aage jake desh ki halat aur kharab ho jayegi.

Jab tak hum log sabhi samasya ka samadhan nahi dhoond lenge tab tak is desh ka vikas nahi ho payega. aur jis din sabhi samasya ka samadhan mil gaya samjho usi din se desh ki pragati shuru ho gai.

Humara to yahi kehna hai ki aap sabhi log desh ke prati jagrut bane aur ghuskhor ka milkar saamna kare taki apne apne desh ka acha vikas ho.

Comments

Popular posts from this blog

Non Veg Hindi Shayari Hindi Shayari Dosti In English Love Romantic Image SMS Photos Impages Pics Wallpapers

Top30 Hindi Adult Shayari English Love Romantic Image SMS Pics free hd Wallpapers

35 HD gujarati shayari love bewafai