Love Shayari
Mera Zikar Na Karna
Dukh dard ke maaron se mera zikar na kerna
Ghar jao to yaaron se mera zikar na kerna
Woh zabt na ker payenge aankhon ke samandar
Tum raah guzaron se mera zikar na kerna
Phoolon ke nasheman mein raha hoon mein sada se
Dekho kabhi khaaron se mera zikar na kerna
Shayad ye andhere hi mujhe raah dikhayein
Ab chaand sitaron se mera zikar na kerna
Woh meri kahani ko galat rang na de dein
Afsana nigaaron se mera zikar na kerna
Shayad woh mere haal pe besakhta rodein
Is baar baharon se mera zikar na kerna
Le jayenge gehrayi mein tum ko bhi baha ker
Darya ke kinaron se mera zikar na kerna
Woh shakhs mile to usey har baat batana
Tum sirf isharon se mera zikar na kerna
Shayad Unhey Khuda Samjhney Ki Aadat Si Ho Gai Hai
Shayad unhey khuda samjhney ki aadat si ho gai hai
ye meri jindagi ek Uljhan si ho gai hai
Be-Intehhan pyaar karne ka sabab to dekho
Hum dewaney they unke or WO Kisi or k Dewaaney ho gaye hai
Puja tha jissy khuda samajh kar
wo to khuda ka ek benda bhi naa tha
Na thi nek seerat na Surat uski
par naa janey wo kaise iss Dil me apna ghar bena gaye hai.
Naa thi n hai ussy mere pyaar ki kadar
Phir bhi hum usska har Sitam hass hass kar seh rahey hai
Naa Rahi koi tamnaa ab ussy pane ki
par ab bhi iss Dil se uska naam mitaney ki koshish kiye jaa rahe hai
Jab - Jab bhi koshish kartey hai unhey bhulaney ki
Dil kehta hai ki ussy kaise bhulu
Wo Bewafa hai Par, Humney to ussy Wefa ki hai.
Zindagi Vich Pyaar Jihna Nu Nahi Hoya Naseeb
Zindagi vich pyaar jihna nu nahi hoya naseeb,
Oh hee saanu dekh kay jalday rahey jalday rahey,
Us nu apnay naal lai kay bheed vichon main langh gaya,
Sadan vaaley akhiyan malday rahey malday rahey,
Mulakaat maut ki mehmaan ho gayee hai,
Nazar ki duniya veeraan ho gayee hai,
Ab meri saans bhi meri nahi rahi,
Ye zindagi aapki dosti par kurbaan ho gayee hai.

Comments
Post a Comment