Koi Deewana Kehta Hai - Dr. Kumar Vishwas (Full Poem with new 2016 add-ons Lines)

Photo Source : Facebook Many of my Friends told me to post full poem (Koi Deewana Kahta hai) with new Add-Ons. So I posted it here , Please Read and Share with your Freinds. Koi deewana kehta hai koi pagal samjhta haiļæ½ magar dharti ki bechaini ko bas badal samjhta hainļæ½ Main tujhse dur kaisa hu, tu mujhse dur kaisi haiļæ½ Yeh tera dil samjhta hai, ya mera dil samjhta haiļæ½ Ke mohobbat ek ehsaason ki paawan si kahaani haiļæ½ kabhi kabira deewana tha kabhi meera diwaani haiļæ½ Yahaan sab log kehte hain meri aakho mein aasu hainļæ½ Jo tu samjhe toh moti hain jo na samjhe toh paani hainļæ½ Samandar peer ke andar hain lekin ro nahi saktaļæ½ Yeh aansu pyaar ke moti hain isko kho nahi saktaļæ½ Meri chahat ko dulhan tu bana lena magar sun leļæ½ Jo mera ho nahi paaya woh tera ho nahi saktaļæ½ Bhraman koi kumudni par machal baitha toh hungamaļæ½ Jo apne dil mein koi khwaab pal baitha toh hungamaļæ½ Abhi tak doob kar sunte the sab kissa mohobbat kaļæ½ Main kisse ko hakikat mein badal baitha toh hungamaļæ½ Additional - ...