Posts

Showing posts from September, 2009

Love Shayari

Zindagi se badh kar chaha aapko kya hua jo aap humare ho na sake jab tak jiyenge hum chahenge aapko ruthna jana aise ki hum ji na sake..!! Luv u Shona (from Sai)

Sad Sayari, Sad Shayari

Jis duniya me baste ho tum, Usi duniya me baste hai hum, Magar khuda ki kudarat dekho, Tumhi se milane ko taraste hai ham.

Hindi Love Songs- Dil Ne Tum Ko Chun Liya Hai

Dil ne tumko chun liya hai Tum bhi usko Chuno na Khwaab koi dekhta Hai Tum bhi sapne boono na Dil ne tum ko chun liya hai Tum bhi usko chuno na Movie: Jhankaar Beats

Romantic Songs, Romantic Hindi Songs, Romantic Old Songs

Wo shaam kuch ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai Wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai Wo shaam kuch ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai Wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai Wo shaam kuch ajeeb thi Movie : Khamoshi Singers : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Very Funny Jokes, Short Funny Jokes, Funny SMS Jokes

funny jokes, short funny jokes, funny sms jokes, really funny jokes, very funny jokes, funny text jokes, free funny jokes, extremely funny jokes and short funny joke. Jab Kabhi Toot ke Bikhro toh Batana Humko.. . . . . . . . . Main tume welding waale k paas le jaaounga...... tu ne barson ki dosti 15 minute me bhula di Faraz . . . . . . . . kahin tu ne bhi 'GAJNI' to nahi dekh li....... Mere Mehboob Ne Apni Zulfun Ko Iss Tarah Jhatka . . . . . . . . Ke Aangan Mein Jueyen Hi Jueyen Ho Gaye..!!

Urdu Shayari SMS, Urdu Shayri, Shayari in Urdu, Urdu Love Shayari

urdu shayari, urdu shayari sms, urdu shayri, shayari in urdu, urdu shayari love, urdu shayeri, romantic urdu shayari Zara Phir se Kehna.. Bhool chuka hoon apni daastaan zara phir se kehna. Aai kis tarah gulshan mein khizan zara phir se kehna. Sirnigoon hona wo ghunchon ka ab tak yaad hy. Kiya Qissa tha khoonchikan zara phir se kehna. Qadam kabhi iss tarah dagmagaae to na thay kabhi. Simat kiyun raha hy jahan zara phir se kehna. Dil jo dharakta tha mari yaad k saayon talay. Huwa kaisay jazbon se anjaan zara phir se kehna. Yoon to her sham ko pegham-e subah diya tu ne. Taareek sa kiyun lagta hy samaan zara phir se kehna. Taqdeer ki laghzish thi k nafas parasti ka janoon. Ajnabi sa tha andaz-e biyaan zara phir se kehna. Taray labon pe machalti hui khamosh si junmbish. Kiyun na kahaun lafzon ka ziyan zara phir se kehna. Muskrahaton mein jhalaktay huway ashak kiy maani. Koi to ho ga iss mein raaz pinhaan zara phir se kehna. Zindagi ki veeran raahon mein aaey gi bahar. Kiya tera bhi hy ye em